how to use 2 whatsapp accounts in 1 mobile(1mobile men 2 whatsapp accounts kesy chlaen)

Helle friends kesy ho ap sb................................. My name :M.RAMZAN.                                    IN:TECHINFO.                            
AJ MEN AP KO BTAON GA K KESY AP AK MOBILE MEN 2 WHATSAPP USE KAR SAKTE HO..............


 Whatsapp aajmessage bhejne or pane ki sabse badi social network site ban chuki hai. apne dosto se chat karne ka whatsapp bahut acha tarika hai. aaj 80% young man apne mobile me whatsapp use karte hai.aaj mai aapko iske bare me ek jaankari dena chahata hu ki ek mobile me do whatsapp account kaise use kare!

Note:- OGWhatsapp ab expire ho gaya hai. Ab apne mobile me 2 whatsapp account use karne ke liye ye post full read keen.
                                 
 Apne phone me 2 whatsapp account karne ke liye aapko internet se ek app download karna padega. 'OGWhatsapp" me aap aasani se 2 number use kar sakte hai. isme aap ek weqt me do account use kar sakte hai. sabse pahle aap ise internet se download kar le. ise whatsapp app ki taraha hi instal kar saktew hai.
     
                           
                        Is app ko download karne se pahle aap apne whatsapp app ka backup bana le. aap apne whatsapp data ka bhi backup basna sakte hai.

1. Setting me jaye
2. Chat setting par click kare
3. Backup Conversation par click kar ke whatsaapp msg ka backup bana le
sath hi apne whatsapp app ka bhi backup bana le taki koi problem hone par aap fir se whatsapp use kar sake.
OGWhatsapp app Kaise Download Kare!

1. sabse pahle apne phone se whatsdapp ko uninstall kar de.

2. ab OGWhatsapp ko yaha se download kar le Download here

3. Download hone ke bad ise install kar le.

4. ab apne purane nuber enter kare. ( jo pahle aap whatsapp me use karte the)

5. ab aapko ek verify msg milega us par dhyan mat de kyuki OGWhatsapp apne aap ise verify kar lega. (thoda wait kare isme l30second se 1minit tak ka samay lag sakta hai.)

6. ab aapko whatsapp app install karna hai. whatsapp app ko aap play store ya apne phone me se (agar aapke pas whatsapp ka software ho to) install kar le. isme aapko apne new mobile number enter karne hai. ye number aapke isi phone me lagi sim ka hona chahiye. Agar aap ke pas single sim ka phone hai to 5minit kare. 5minit me automatic verify ka opatoin band ho jayega or fir aap ask verify se verification kar sakte hai.

7. verify code enter karne ke bad apna naam or profile photo upload kar le.
Ab aapke dono account chalu ho chuke hai. aapko dono number par msg aane shuru ho jayege.
                                                       
Agar aapko OGWatsapp install karne me koi problem hoti hai to aap niche comment me apne problem comment kar sakte hai or haa is news ko apne dosto ko share karna na bhule.